Sunday, February 19, 2012

Nahin Milti.....

Dil ki sab khahishein kabhi puri nahin hoti,

Har raah mil bhi jaye par manzil nahin milti,

Pyaar ho bhi jaye aapko kisise agar,

Pyaar karne ki ijazat sabko nahin milti,

Chahe jitni bhi karlo tum bhalai magar,

Marne se yahaan sabko janat nahin milti,

Sagar ki boond se banta hai moti to kya,

Sagar ki har boond moti nahin banti,

Hanske jeena hai chahe jo mile hamein,

Insaan banne ki naimat sabko nahin milti.

pyase hai

Usay bas itna he kaha tha ke barso sa hum pyase hai saqi

Us nay Honton pay rakh ke Hont mujhy khamoash kar diya

kinare

jis kashti k mokaddar me ho doob jana FARAZ,

Tofan se bach b nikle to kinare rooth jate hain.

andaz-e-bayan

Mohobbat ko samajhna hai to nadaan mohobbat kar,

andaz-e-bayan tufaano ka kabhi kinare se nahi hota........