Thursday, January 19, 2012

taaro bhari rat

ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi"

"varna in taaro bhari raaton main kya hota nahi"

"jee main aata hai ulat do unke chehre se naqaab"

"hosla harte hain lakin hosla hota nahi"

"varna in taaro bhari raton main kya hota nahi"

"shamma jiski aabroo per jaan de de jhoom kar"

"wo patnaga jal to jata hai fanaa hota nahi"

"varna in taaro bhari raton maain kya hota nahi"

No comments:

Post a Comment