Wednesday, February 8, 2012

kabhi-kabhi

aati hai unki yaad shab-e-gham kabhi-kabhi
hota hai chaand raat bhi maatam kabhi-kabhi

ye to nahin ki lab pe tabassum kabhi nahin
rehti hai meri aankh bhi pur nam kabhi-kabhi

No comments:

Post a Comment