Tuesday, February 7, 2012

mausamo ki tarah

dekha hai aankhon me teri andhera phir bhi
chamakta hai tu arzoo bankar jugnoo'o ki tarah

maayush kyoun kar hota hai ae naadan raahi
beet jaayega yeh waqt bhi gujre mausamo ki tarah.

No comments:

Post a Comment