Din khuch ese guzarta hai
Jese ehsaan utarta hai koi
Aaina dekh kar tasalli hui
Humko ghar mein jaanta hai koi
Pak gaya hai shajar pe phal shayad
Phir se patthar uchalta hai koi
Der tak gunjtey hain sannatey
Jese hamko pukarta hai koi
Jese ehsaan utarta hai koi
Aaina dekh kar tasalli hui
Humko ghar mein jaanta hai koi
Pak gaya hai shajar pe phal shayad
Phir se patthar uchalta hai koi
Der tak gunjtey hain sannatey
Jese hamko pukarta hai koi
No comments:
Post a Comment