Yeh khayal........
Yeh tumhara intezaar
Yeh ruki ruki baatein
Yeh thori thori chahatein
Yeh majboori
Yeh doori
Yeh dillagi
Yeh dilkashi
Yeh dewanapan
Yeh akelapan
Yeh sochna
Yeh samajhna
Yeh dekhna
Yeh chehre ka sharma jana
Yeh ankhon ka bhar jana
Yeh mosam ka chala jana
Yeh dharkano ka ruk jana
Yeh bato ka badal jaana
Yeh sanso ka tehar jaana
Yeh thama huwa sama
Yeh saara sansaar
Yeh tumhari saans
Yeh mera ehsaas
Kaash tum yahan hote, mere nahin to mere liye kuch to hote..
Aur ab......
Yeh khamoshi............
Yeh tumhara intezaar
Yeh ruki ruki baatein
Yeh thori thori chahatein
Yeh majboori
Yeh doori
Yeh dillagi
Yeh dilkashi
Yeh dewanapan
Yeh akelapan
Yeh sochna
Yeh samajhna
Yeh dekhna
Yeh chehre ka sharma jana
Yeh ankhon ka bhar jana
Yeh mosam ka chala jana
Yeh dharkano ka ruk jana
Yeh bato ka badal jaana
Yeh sanso ka tehar jaana
Yeh thama huwa sama
Yeh saara sansaar
Yeh tumhari saans
Yeh mera ehsaas
Kaash tum yahan hote, mere nahin to mere liye kuch to hote..
Aur ab......
Yeh khamoshi............
No comments:
Post a Comment