Saturday, March 31, 2012

Main to ek khawb hoon

Main to ek khawb hoon, is khawb ko to pyare na kar!
Pyare ho bhi jayé agar to is pyar ka tu izhaar na kar!

Abhi to yé hawa hai, lékin yé chup chap chali jayégi!
Is gulshan mé phir kabhi vapas na ayégi!

Is hawa ko mutthi mé giraftar na kar!
Bhooljha is khawb ko tu, takdeer sé takrar na kar

No comments:

Post a Comment