Shabnami raat suhani hai lot aao,
Aik ghazal tum ko sunani hai lot aao,
Phir naya khawab dekhna hai sahar hone tak,
Phir nai shama jalani hai lot aao,
Na main barbad huwa hon, na abhi ruswa tum,
Na mukamal ye kahani hai lot aao,
Tum se mil kr hi main bichron, ye lazimi to nahi.
Phir bhi aik rasam nibhani hai lot aao.

No comments:
Post a Comment