Wednesday, April 18, 2012

Mohabt b karta tha nzron sy gira b deta tha

Hansata tha mujh ko to phir rula b deta tha,

Kar k wo mujh sy aksar wady Bhula b deta tha,

Bewafa tha bht mgar acha lagta tha dil ko

Kbi kbi batin mohabat ki suna b deta tha

Tham leta tha hath mera kbi yunhe khud

Kbi hath apna mery hath sy chura b leta tha

Kbi be-waqt chala ata tha milny ko

Kbi Qeemti pal mohabat k ganwa b deta tha

Ajab dhoop chaoun sa mizaj tha us ka "Faraz",,

Mohabt b karta tha nzron sy gira b deta tha..!!

No comments:

Post a Comment