Sunday, April 15, 2012

paane ki ummed to nahi

Waise dil bekarar nahi,

par dilko yuhi karaar nahi,

chaha hai aapko magar,

phir bhi aapse pyaar nahi,

yaqeen hai aap par magar,

dil ko hai aitbaar nahi,

aapko paane ki ummed to nahi,

par khone ko hum tayyar nahi..!!

No comments:

Post a Comment