sochta hu aakhir kya hai ye ishq
sunahri dhoop ya koi kaali rat hai
talaash hai sabko isme bahar ki,par
ye to bas khilte girte foolo ki baat hai
apne saaye ki khoj doosre shakhs me
par yahan to sabke apne jajbaat hain
wafa bewafa ke uth rahe sawal yahan
kya rah gayi ishq ki sirf yahi ek jaat hai
jaana maine ye ishq aur kuch nahi
ye to bas dilon ke jajbo ki baat hai
sunahri dhoop ya koi kaali rat hai
talaash hai sabko isme bahar ki,par
ye to bas khilte girte foolo ki baat hai
apne saaye ki khoj doosre shakhs me
par yahan to sabke apne jajbaat hain
wafa bewafa ke uth rahe sawal yahan
kya rah gayi ishq ki sirf yahi ek jaat hai
jaana maine ye ishq aur kuch nahi
ye to bas dilon ke jajbo ki baat hai
No comments:
Post a Comment