Use tum bhool na paaye, wo tumhi ko yaad karti hai
.
Bahut pagal deewani hai, Jawaani barbaad karti hai
.
Wo tujhko yaad karte hi, jo uska mushkura jaana
.
Jo tera chhod ke jaana, aur uska ji nahi paana
.
Kabhi agaaz karti hai, kabhi azaad karti hai
.
Kahi barbaad karti hai, kahi abaad karti hai
.
Karna to bahut chaha, Mohabbat kar nahi paaye
.
Mohabbat ke yahi kisse, Mohabbat yaad karti hai!

No comments:
Post a Comment