zara jo door jaty ho
tab ehsas hota hai
k baqi kuch nahi rehta
mery jeevan k aangan mein
meri khushyon k daman mein
tery bin kuch nahi rehta
udasi chai rehti hai
sapny adhory sy lagty hain
din sadyon sy lagty hain
in ankhon ki jalti lo'o
madham parny lagti hai
umedein marny lagti hain
tery hathon sy mery hath
achanak choot jaty hain
mery arman roty hain
tujhy awaz dety hain
tujhy wapas bulaty hain
suno tum laut aao na
k tum bin HUM adhory hain
suno tum laut aao...
tab ehsas hota hai
k baqi kuch nahi rehta
mery jeevan k aangan mein
meri khushyon k daman mein
tery bin kuch nahi rehta
udasi chai rehti hai
sapny adhory sy lagty hain
din sadyon sy lagty hain
in ankhon ki jalti lo'o
madham parny lagti hai
umedein marny lagti hain
tery hathon sy mery hath
achanak choot jaty hain
mery arman roty hain
tujhy awaz dety hain
tujhy wapas bulaty hain
suno tum laut aao na
k tum bin HUM adhory hain
suno tum laut aao...
No comments:
Post a Comment