Tuesday, March 27, 2012

kya tumhe hai khabar

Kya tumhein hai khabar,

deewane hein iss kadar,

Tumse hi hoti shyam,

tumse hi ho sahar,

Khayalon mein bhi tu,

tu hi aaye nazar,

Teri har ada ne kiya,

jaane dil pe kya asar,

Tere ishq mein tadpein itna,

ke mar bhi jayein agar,

Bas yahi gham rahega,

kya tumhein thi khabar..!!

No comments:

Post a Comment