Tuesday, March 27, 2012

tanhaaiyon ke mele

ye boondein na barasti,

na ye dil is kadar bheeg jata..

ye neend na aati,

na fir aapka khwab humein satata..

hum to gum ho gaye the,

tanhaaiyon ke mele mein..

ye aapka naam na koi pukaarta,

na humein kabhi hosh aata..!!

No comments:

Post a Comment