Tuesday, March 27, 2012

.ik duje ke ho jaate hain

guzar jaata hai jab din..

aalaam tanhayi ka jahan par hota hai ..

teri meri rooh ka apna hi safar shuru hota hai..

chod kar is jahan ko..

dono nikal jaate hain..

haathoon mein haath liye ..

bina kuch kahe ..

bas ..ik duje ke ho jaate hain ..!!

No comments:

Post a Comment