bujdil hain jo kehte hain ki,
pyar ka matlab pana nai hota..
hum to pasand karte hain nikalna andheri raton me,
roshni ka jahan koi thikana nahi hota
lahron se takrana hai padta,
har baar sawan suhana nahi hota,
phoolon ki chah achhi baat hai,
par kanton ko yun hatana nahi hota.
pyar me yun sharmana nai hota,
dekh ke preet ko chhup jana nahi hota,
himmat se aage badhna hai hota,
dil ko yun bahlana nahi hota......
pahadon pe pahunch ja tu sathi,
par jamin ko bhul jana nahi hota,
pakda ek bar hath mahboob ka to,
duniya se ghabrana nai hota
bhatak kar hi dost milti hain rahen,
mushkilen dekh kadmon ka dagmagana nahi hota,
chand ki sabhi baatein hain karte
par suraj ka koi deewana nai hota
marna padta hai dost pyar ki khatir,
aur isme koi bahana nahi hota..
hum to pasand karte hain mahkhano me jana,
par hisab ka apne koi paimana nahi hota.
mehaboob ko kabhi rulana nahi hota,
bebajah use satana nai hota,
ladna padta hai zamane se aur,
pyar ko kabhi thukrana nahi hota.....
pyar kia hai agar to pyar ko pehchano,
ranjhe aur heer ko jano,
ek hi baat tum meri mano........
pyar ka matlab gavana nahi hota........
bujdil hai jo kehte hai ki,
pyar ka matlab pana nahi hota.....
hum to pasand karte hain bhedna un nadiyon ko,
jinka kahin koi kinara nahi hota.
pyar ka matlab pana nai hota..
hum to pasand karte hain nikalna andheri raton me,
roshni ka jahan koi thikana nahi hota
lahron se takrana hai padta,
har baar sawan suhana nahi hota,
phoolon ki chah achhi baat hai,
par kanton ko yun hatana nahi hota.
pyar me yun sharmana nai hota,
dekh ke preet ko chhup jana nahi hota,
himmat se aage badhna hai hota,
dil ko yun bahlana nahi hota......
pahadon pe pahunch ja tu sathi,
par jamin ko bhul jana nahi hota,
pakda ek bar hath mahboob ka to,
duniya se ghabrana nai hota
bhatak kar hi dost milti hain rahen,
mushkilen dekh kadmon ka dagmagana nahi hota,
chand ki sabhi baatein hain karte
par suraj ka koi deewana nai hota
marna padta hai dost pyar ki khatir,
aur isme koi bahana nahi hota..
hum to pasand karte hain mahkhano me jana,
par hisab ka apne koi paimana nahi hota.
mehaboob ko kabhi rulana nahi hota,
bebajah use satana nai hota,
ladna padta hai zamane se aur,
pyar ko kabhi thukrana nahi hota.....
pyar kia hai agar to pyar ko pehchano,
ranjhe aur heer ko jano,
ek hi baat tum meri mano........
pyar ka matlab gavana nahi hota........
bujdil hai jo kehte hai ki,
pyar ka matlab pana nahi hota.....
hum to pasand karte hain bhedna un nadiyon ko,
jinka kahin koi kinara nahi hota.
No comments:
Post a Comment