wahi galian , wahi wadian , aur wahi ehsaas,
inhi galion main milla karte the main aur koi khaas,
ik pal bin unke maheena ban jaata tha,
milte hi usse samay thum jaata tha,
abb uss se mille hue ho gaye hain kitne hi saal,
challa bhi jaunga shayad bin pooche unka haal,
ke zindagi main sab kuch milla nahi karta,
bin kante ke phool yaaron khilla nahi karta,
yeh kanta hi tha zindagi se jo main hatta nahi paya,
samjhaya toh tha use shayad thik se samjha nahi paya,
abb rakh kar pathar dill par maine khud ko ese samjhaya hai,
ke muh mod ke jaa raha hun unse, jaise usine sikhaya hai.

No comments:
Post a Comment