Suna hai yaad karte hain
Ke jab bhi shaam dhalti hai
Hijr main Jaan jalti hai
Woh apni raat ka aksar
sukoon barbaad karte hain.
Suna hai woh yaad karte hain
Jab panchi loat ate hain
Ghamo ke geet gate hain
“Suno! tum lout aao na”
Woh yehi faryad karte hain
Suna hai woh yaad karte hain.
Sitaare jab falak pe jagmagate hain
Wo beete hoye pal khoob rulate hain.
Woh us dam apni aankhon mein
Mujhe Aabad karte hain
Suna hai yaad karte hain
MUJHE WOH yaad karte hain.
Ke jab bhi shaam dhalti hai
Hijr main Jaan jalti hai
Woh apni raat ka aksar
sukoon barbaad karte hain.
Suna hai woh yaad karte hain
Jab panchi loat ate hain
Ghamo ke geet gate hain
“Suno! tum lout aao na”
Woh yehi faryad karte hain
Suna hai woh yaad karte hain.
Sitaare jab falak pe jagmagate hain
Wo beete hoye pal khoob rulate hain.
Woh us dam apni aankhon mein
Mujhe Aabad karte hain
Suna hai yaad karte hain
MUJHE WOH yaad karte hain.
No comments:
Post a Comment