Thursday, December 12, 2013

Wo mujh ko rulaye to koi baat nahi

Zindagi ka sochta hon na zamany ka sochta hon
Main to bas ussy apna banany ka sochta hon

Us kay roth jany kay andaaz ki qasam
Wo roth jaye to manany ka sochta hon

Usne na ki wafa to koi gila nahi
Main us se wafa'ein nibhane ka sochta hon

Wo mujh ko rulaye to koi baat nahi

No comments:

Post a Comment