Tuesday, March 6, 2012

tasbih-e-muhabat

mukamal do he daano par ye tasbih-e-muhabat hai
jo aye teesra dana yeh dori toot jati hai

muqarar waqt hota hai muhabbat ki namazon ka
ada jin ki niqal jaye qaza be choot jati hai

muhabat ki namazon main imamat aik ko sonpo
isay taknay usay taknay say niyat toot jati hai

No comments:

Post a Comment