Kahin wo miley to usay kehna
K
Lot aao
...
Lot aao k koi shiddat se
Bari muddat se,
Bari mohbt se tumhara intizar kr raha hai
Lot aao k
kisi ki baatain,
Kisi ki yaadain,
kisi ki ratain tum bin bhut adhuri hain
Lot aao k koi tum bin pal pal, har pal
har aaj or har kal tanha hai,
Loat aao k tumhary na hony se kisi ki
aankhon mein nami or zindagi mein kami bhut ziada hai
Kahin mile to usay kehna k
Bus
Ab Lot aao ♥
No comments:
Post a Comment