aesaas-e-mohabbat kuch yu hua mujhe,ki
koi mere andar zarra zarra bikhar raha ha
yu to toot jati hain cheeze chot khakar,par
teri bewafai ke baad dil aur nikhar raha hai
apni har mazil paunga,bharosa hai mujhe
tu na hoga wahan bas yahi akhar raha hai

No comments:
Post a Comment