Ae Mouj e Hawa tu hi bta
Wo Dost Hmara ksa hai?
Jo Bhool chuka hai Humain kbse
Wo Jaan se Pyara kesa hai?
Kya us k Jeeven Lamhon mai
Koi Lamha mera Baqi hai?
Kya uski Jagti Aankhon mai
Meri Yaad abhi b Baqi hai?
Agr esa nahi to Tu hi bta
Hum Yaad usey Kyun Kerte hain?
Wo Hum se Bicharr k Khush hai ager
To Hum Kyun Pal Pal Merte hain?
Ae Mouj e Hawa tu Hi bta......
Wo Dost Hmara ksa hai?
Jo Bhool chuka hai Humain kbse
Wo Jaan se Pyara kesa hai?
Kya us k Jeeven Lamhon mai
Koi Lamha mera Baqi hai?
Kya uski Jagti Aankhon mai
Meri Yaad abhi b Baqi hai?
Agr esa nahi to Tu hi bta
Hum Yaad usey Kyun Kerte hain?
Wo Hum se Bicharr k Khush hai ager
To Hum Kyun Pal Pal Merte hain?
Ae Mouj e Hawa tu Hi bta......
No comments:
Post a Comment